Today is the birth anniversary of the great singer Kishore Kumar. Have you heard this song from 'Girl Friend', a duet with Sudha Malhotra, a forgotten singer? Lyrics : Sahir and music composed by Hemant Kumar. What a beautiful song it is .. ! Watch the video of this song.
Kashti ka khamosh safar hai
Shaam bhi hai tanhai bhi
Door kinare par bajti hai
Lehron ki shehnai bhi
Shaam bhi hai tanhai bhi
Door kinare par bajti hai
Lehron ki shehnai bhi
Kashti ka khamosh safar hai
Shaam bhi hai tanhai bhi
Door kinare par bajti hai
Lehron ki shehnai bhi
Shaam bhi hai tanhai bhi
Door kinare par bajti hai
Lehron ki shehnai bhi
Aaj mujhe kuchh kehna hai
Aaj mujhe kuchh kehna hai
Lekin yeh sharmeeli nigaahein
Mujhko ijazat dein to kahun
Khud meri betaab umangein
Thodi fursat dein to kahun
Aaj mujhe kuchh kehna hai
Aaj mujhe kuchh kehna hai
Aaj mujhe kuchh kehna hai
Lekin yeh sharmeeli nigaahein
Mujhko ijazat dein to kahun
Khud meri betaab umangein
Thodi fursat dein to kahun
Aaj mujhe kuchh kehna hai
Aaj mujhe kuchh kehna hai
Jo kuchh tumko kehna hai
Woh mere hi dil ki baat na ho
Jo mere khwaabon ki manzil
Us manzil ki baat na ho
Kehte hue dar sa lagta hai
Keh kar baat na kho baithun
Yeh jo zara sa saath mila hai
Yeh bhi saath na kho baithun
Woh mere hi dil ki baat na ho
Jo mere khwaabon ki manzil
Us manzil ki baat na ho
Kehte hue dar sa lagta hai
Keh kar baat na kho baithun
Yeh jo zara sa saath mila hai
Yeh bhi saath na kho baithun
Kab se tumhare raste pe main
Phool bichhaaye baithi hun
Keh bhi chuko jo kehna hai
Main aas lagaye baithi hun
Dil ne dil ki baat samajh li
Ab munh se kya kehna hai
Aaj nahin to kal keh lenge
Ab to saath hi rehna hai
Keh bhi chuko
Keh bhi chuko jo kehna hai
Chhodo ab kya kehna hai
Phool bichhaaye baithi hun
Keh bhi chuko jo kehna hai
Main aas lagaye baithi hun
Dil ne dil ki baat samajh li
Ab munh se kya kehna hai
Aaj nahin to kal keh lenge
Ab to saath hi rehna hai
Keh bhi chuko
Keh bhi chuko jo kehna hai
Chhodo ab kya kehna hai
No comments:
Post a Comment